f श्राद्ध करने का सबसे सही तरीका क्या है -Shraddh Kese Karein || shraddh mein kya kya karein | Bhakti Ras Pravah

श्राद्ध करने का सबसे सही तरीका क्या है -Shraddh Kese Karein || shraddh mein kya kya karein

श्राद्ध करने का सबसे सही तरीका क्या है -Shraddh Kese Karein-shraddh mein kya kya karein

              
   

Shraddh Kese Karein
Shraddh Kese Karein

Is video main pandit rakesh chaturvedi ji na bataya hai ki shradh aakhir kyun kiya jaata hai uski kya manyta hai or use karna se kya prapti hoti hai , or keval shradh karne se hi prapti nahi hoti hai balki usko sahi tarike se hi karne par hi aapko uske karne ke fal ki prapti hogi .
Shraddh-Kese-Karein
Shraddh-Kese-Karein
Har vyakti apne shakti ke anusaar shradh karta hai, koi jyada se jyada brahmano ko bhojan karata hai or uske baad unhe kapde or dakshina deta hai to koi kam brahmanno ko bhojan karata hai , lekin kuch log aise hai ki jinke paas bilkul bhi shakti nahi hoti shraddh karne ki to vo kese shradh karein , to pandit rakesh chaturvedi ne is vedio mein uska bhi upay bataya hai ki yadi aapki bilkul shakti bhi na hoto tab bhi aap kis upay ko karke shradh karsakte hain
Shraddh-Kese-Karein
Shraddh-Kese-Karein
.
Hume lagata hai ki ye vedio un logon ke liye jo humesh pareshaan rehte hai ki kis tarah se shradh karein , kya karein usmein or kya na karein, ke liye bahut upyogi saabit hogi.
           
SHARE

Milan Tomic

Hi. I’m Designer of Blog Magic. I’m CEO/Founder of ThemeXpose. I’m Creative Art Director, Web Designer, UI/UX Designer, Interaction Designer, Industrial Designer, Web Developer, Business Enthusiast, StartUp Enthusiast, Speaker, Writer and Photographer. Inspired to make things looks better.

    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment